Saturday, June 28, 2008

Dil de diya hai

Aa…aa…
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Aa..
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2

(Rukh zindagi ne mod liya kaisa
Hamne socha nahin tha kabhi aisa) -2
Aata nahin yaqeen, kya se kya ho gaya
Kis tarha main tumse, bewafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do
Itna hi kar do karam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Awaargi mein ban gaya diwaana
Maine kyun saadgi ko nahin jaana) -2
Chaahat yahi hai ke, is qadar pyaar doon
Qadmon mein tere main, toh jahaan waar doon
Chain mera le lo, khushi meri le lo
De do mujhe dedo saare gham
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Mere ashq keh rahe meri kahaani
Inhein samjho na tum sirf paani) -2
Ro ro ke aansuon ke daag dhool jaayenge
In mein wafa ke rang, aaj ghool jaayenge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi
Karoonga na tumpe sitam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2

Teri deewani deewani.

Preet ki lat mohe aise laagi,ho gayi mein matwaari,
Bal-bal jaau apne piya ko, hey mein jaau wari-wari,
Mohe sudh-budh na rahi-tan man ki,yeh jaane duniya saari,
Be bas aur laachar phiru mein (haari mein dil haari-2)

Tere naam se jee Lu, tere naam se mar jaau-2
Teri jaan ke sadke mein, kuch aise mein kar jaau,
Tune kya kar daala, mar gayi mein mit gayi mein,
Oh jee aah jee ho gayi mein,
Teri deewani deewani, Teri deewani deewani

Tune kya kar daala, mar gayi mein mit gayi mein,
Oh jee aah jee ho gayi mein,
Teri deewani deewani, Teri deewani deewani

Ishq joonu jab had se bad jaaye-2
Haste-haste aashiq sooli chad jaaye,
Ishq ka jaado SAR chad kar bole-2
Khoob lagalo pehre raste rab khole,
Kahi ishq di marzi hai, kahi rab di marzi hai-2
Tere bin jeena kaisa, Khudgarzi hai,
Tune kya kar daala, mar gayi mein mit gayi mein,
Oh jee aah jee ho gayi mein,
Teri deewani deewani, Teri deewani deewani

Ae mein rang rangili deewani-2
Ae mein albeli mein mastaani,
Gaau bajaau sab paridhaau,
Ae mein dil Ru daram se betaabi,
Ae mein deewani mein deewani-2

Tere naam se jee Lu, tere naam se mar jaau-2
Teri jaan ke sadke mein, kuch aise mein kar jaau,
Tune kya kar daala, mar gayi mein mit gayi mein,
Oh jee aah jee ho gayi mein,
Teri deewani deewani, Teri deewani deewani.

Ae ajnabi tu bhi kabhi

(Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi .)

Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2
Mein yaha tukron mein jee raha hoon-2
Tu kahi tukron mein jee rahi haiiiiii,
Ae ajnabi bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Roz-roz resham si hawa aate jate kehti hai bata,
Resham si hawa aate jate kehti hai bata,
Woh Jo doodh dooli maasoom kali,
Woh hai kaha kaha hai,
Woh roshni kaha hai,
Woh jaan si kaha hai,
Mein adhura, tu adhuri, jee rahi hai,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2
Mein yaha tukron mein jee raha hoon-2
Tu kahi tukron mein jee rahi haiiiiii,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

(Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi )

Tu toh nahi hai lekin, Teri muskuraahat hai,
Chehara kahi nahi hai, Par Teri aahate hai,
Tu hai kaha-kaha,
Tera nishan kaha hai,
Mera jahaan kaha hai,
Mein adhura, tu adhuri, jee rahi hai,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2
Mein yaha tukron mein jee raha hoon-2
Tu kahi tukron mein jee rahi haiiiiii,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Bholi Si Surat

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai

Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai

Are Re Are Yeh Kya hua

Are Re Are Yeh Kya Hua, Maine Na Yeh Jaana
Are Re Are Ban Jaaye Na, Kahin Koi Afsaana
Are Re Are Kuch Ho Gaya, Koi Na Pehchana
Are Re Are Banta Hai To Ban Jaaye Afsana

Haath Mera Thaam Lo, Saath Jab Tak Ho
Baat Kuch Hoti Rahe, Baat Jab Tak Ho
Saamne Baithe Raho Tum, Raat Jab Tak Ho
Are Re Are Yeh Kya Hua, Maine Na Yeh Jaana
Naam Kya De Kya Kahen, Dil Ke Mausam Ko
Aag Jaise Lag Gayi, Aaj Shabnam Ko
Aisa Lagta Hai Kisi Ne Chhuliya Humko
Are Re Are Yeh Kya Hua, Maine Na Yeh Jaana
Are Re Are Ban Jaaye Na, Kahin Koi Afsaana
Are Re Are Kuch Ho Gaya, Koi Na Pehchana
Are Re Are Banta Hai To Ban Jaaye Afsana

Tum Chale Jaao Zara, Hum Sambhal Jaaye
Dhadkane Dil Ki Kahin, Na Machal Jaaye
Waqt Se Aage Kahin Na Hum Nikal Jaaye
Are Re Are Kuch Ho Gaya, Koi Na Pehchana
Hum Mein Tum Mein Kuch To Hai, Kuch Nahin Hai Kya
Aur Kuch Ho Jaaye To, Kuch Yakin Hai Kya
Dekh Lo Yeh Dil Jahaan Tha, Yeh Wahin Hai Kya
Are Re Are Yeh Kya Hua, Maine Na Yeh Jaana
Are Re Are Ban Jaaye Na, Kahin Koi Afsaana
Are Re Are Kuch Ho Gaya, Koi Na Pehchana
Are Re Are Banta Hai To Ban Jaaye Afsana.

Chand Chupa Badal Mein

Chand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaana ,
Seene Se Lag Ja Tu, Bal kha Ke Meri Jaana,
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai,Khamosh Hai,
Haan Ye Sama, Haan Ye Sama Kuch Aur Hai,
Han Han Han Chand Chupa(Repeat)

Nazdikiyan Badh Jaane De,
Arre Nahin Baba Nahin,
Abhi Nahin Nahin Nahin,
Door Se Hi Tum Jee Bhar Ke Dekho,
Tum Hi Kaho Kaise Door Se Dekhoon,
Chaand Ko Jaise Dekhta Chakor Hai,
Aye, Gumsum Sa Hai,
Ye Sama Kuch Aur Hai
Ho Ho Ho,
Chand Chupa Badal Mein(Repeat)

Aaja Re Aaja Re Chanda,
Ki Jab Tak Tu Na Aayega, S
ajana Ke Chere To Dekhne Ye Man Tarsa Jayega,
Na Na Chanda Tu Nahin Aana ,
Tu Jo Aaya To,
Sanam Sharma Ke Kahin Chala Jaye Na,
Aaja Re Aaja Re Chanda,
Tu Laakh Duayen Payega,
Na Na Chanda Tu Nahin Aana, Varna Sanam Chala Jayega,

Aanchal Mein Tu Chup Jaane De,
Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Julfon Mein Tum Kho Jaane Do,
Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Pyaar To Naam Hai, Sabra Ka Humdam,
Woh Bhala Bolo Kaise Karen Hum,
Sawan Ki Raah Jaise Dekhe Mor Hai,
He Rehne Bhi.

Tadap Tadapke Is Dil

Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Agar Mile Khuda To
Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat
Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tu meri zindagi hai

Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai-2
Tu hi pyaar tu hi chahat, tu hi aashiqi hai,
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai.

Pehli mohaabat ka, aehsaas hai tu-2
Bhuj ke jo bhuj na paayi, woh pyaas hai tu,
Tu hi meri pehli khawaaish, tu hi aakhri hai.
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai.

Har zakham dil ka tujhe, dil se dua de,
Khushiyan tuhje hum saare, tujh ko suna de,
Tujh KO bhula na paya, meri bebasi hai,
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai.

Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Tu hi pyaar tu hi chahat, tu hi aashiqi hai,
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai.

Ab mujhe raat din

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai-2
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,
Dewaano jaisa haal hai, tumhara hi khayaal hai.

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Tumko dekhe bina, chain milta nahi,
Dil pea b to koi zor chalta nahi,
Jaadu hai kaisa, dil ki lagi mein,
Doob Gaya hoon is bekhoodi mein.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,

Har pal dhoonde nazar, tumko hi jaane man,
Had se badne laga mera deewana pan,
Dil mein basa Lu, apna bana Lu,
Ya phir nazar mein, tum KO chupa Lu.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein, dewaano jaisa haal hai,
Dewaano jaisa haal hai, tumhara hi khayaal hai.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Aawana Akhiyan

Is duniya ka-duniya ka, sang na chahoon- sang na chahoon,
Na mein jumka-kangna chahoon,jaise bhi ho-jitna bhi ho,
Rang pia ke rangna chahoon- rangna chahoon.

(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)

Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2
(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)

Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2

Jab se pia ke saat lagi hai,
Saari saari raat jagi hai-2
Pia KO dhoonde, pia KO chahe,
Pia Milan ki dekhe rahe-2
Raheeeeeeeeeeeeeee rahe.
Jogan ankhiya, Rogan ankhiyan,
Dard ae judaai,Rogan ankhiyan,
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2

Wabri mujh ko kehte pia ji,
Naad ko jab se chor diya ji-2,
Pia Milan ki aas mein nikali,
Sakal jawani mom si pigali-2
Pigaliiiiiiiiiiiiiiiiiiii pigali.
Jawan ankhiya,sowan ankhiyan,
Yaad mein teri rowan ankhiyan.
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2

(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)

Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-3

Main jahaan rahoon

(main jahaan rahoon
main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai) - 2

kisi se kahoon
ke nahi kahoon
yeh jo dil ki baat hai
kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai - 3
main jahaan rahoon
main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai

kahin to dil mein yaadon ki
ek suli gad jaati hai
kahin har ek tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
koi nayi duniya ke naye rango mein khush rehta hai
koi sab kuch paake bhi yeh mann hi mann kehta hai
kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai - 3

kahin to beete kal ki jadein
dil mein hi utar jaati hai
kahin jo dhage tute to malaayen bhikar jaati
koi dil mein jagah nayi, baaton ke liye rakhta hai
koi apni palko par yaadon ke diye rakhta hai
kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai - 3