Saturday, June 28, 2008

Ae ajnabi tu bhi kabhi

(Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi .)

Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2
Mein yaha tukron mein jee raha hoon-2
Tu kahi tukron mein jee rahi haiiiiii,
Ae ajnabi bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Roz-roz resham si hawa aate jate kehti hai bata,
Resham si hawa aate jate kehti hai bata,
Woh Jo doodh dooli maasoom kali,
Woh hai kaha kaha hai,
Woh roshni kaha hai,
Woh jaan si kaha hai,
Mein adhura, tu adhuri, jee rahi hai,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2
Mein yaha tukron mein jee raha hoon-2
Tu kahi tukron mein jee rahi haiiiiii,
Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahi se-2

(Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi Pakhi-pakhi pardesi
Pakhi-pakhi pardesi )

Tu toh nahi hai lekin, Teri muskuraahat hai,
Chehara kahi nahi hai, Par Teri aahate hai,
Tu hai kaha-kaha,
Tera nishan kaha hai,
Mera jahaan kaha hai,

No comments: