Saturday, June 28, 2008

Ab mujhe raat din

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai-2
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,
Dewaano jaisa haal hai, tumhara hi khayaal hai.

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Tumko dekhe bina, chain milta nahi,
Dil pea b to koi zor chalta nahi,
Jaadu hai kaisa, dil ki lagi mein,
Doob Gaya hoon is bekhoodi mein.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein dewaano jaisa haal hai,

Har pal dhoonde nazar, tumko hi jaane man,
Had se badne laga mera deewana pan,
Dil mein basa Lu, apna bana Lu,
Ya phir nazar mein, tum KO chupa Lu.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai,
Kya kahoon pyaar mein, dewaano jaisa haal hai,
Dewaano jaisa haal hai, tumhara hi khayaal hai.
Woh oh ooooooooohhhhhooooo

No comments: