Wednesday, August 13, 2008

Ek To Sharab Kum Part - II

Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Chehra Pe Zakam Toh Dekh Kitne
Us Pe Aina Toota Hua Hai, Toota Hua Hai,
Toota Hua Hai, Toota Hua Hai

Ek Toh Tera Yeh Husn
Us Pe Zamaana Kharab
Tha Yeh Tera Yeh Husn
Us Pe Zamaana Kharab
Nasha Hi Nahin Tera Saath Bhi Tera Saath Bhi,
Jhoota Hua Hai, Jhoota Hua Hai
Jhoota Hua Hai, Jhoota Hua Hai

Dil Utt Gaya Ab Toh Teri Mohabbat Se
Dil Utt Gaya Ab Toh Teri Mohabbat Se
Phir Bhi Teri Dua Mein Yeh Haat, Yeh Haat,
Uttah Hua Hai, Uttah Hua Hai
Uttah Hua Hai, Uttah Hua Hai

Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Chehra Pe Zakam Toh Dekh Kitne
Us Pe Aina Toota Hua Hai, Toota Hua Hai,
Toota Hua Hai, Toota Hua Hai.

No comments: