Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat

Aye Hai

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai
Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai
Saturday, June 28, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment