Is duniya ka-duniya ka, sang na chahoon- sang na chahoon,
Na mein jumka-kangna chahoon,jaise bhi ho-jitna bhi ho,
Rang pia ke rangna chahoon- rangna chahoon.
(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2
(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2
Jab se pia ke saat lagi hai,
Saari saari raat jagi hai-2
Pia KO dhoonde, pia KO chahe,
Pia Milan ki dekhe rahe-2
Raheeeeeeeeeeeeeee rahe.
Jogan ankhiya, Rogan ankhiyan,
Dard ae judaai,Rogan ankhiyan,
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2
Wabri mujh ko kehte pia ji,
Naad ko jab se chor diya ji-2,
Pia Milan ki aas mein nikali,
Sakal jawani mom si pigali-2
Pigaliiiiiiiiiiiiiiiiiiii pigali.
Jawan ankhiya,sowan ankhiyan,
Yaad mein teri rowan ankhiyan.
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-2
(Aamil aamil aamil aamil aamil-2
Aamil-3)
Aawan ankhiyaan jawan ankhiyan,
Hidar mein tere sawan ankhiyan-3
Saturday, June 28, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment